Messages, Urdu Sms, Free sms, Karo sms, collection of messages and much more

RAHON Mein Dhoka na dena

In ulfat Ki RAHON Mein Dhoka na dena, ….! Ay-Dost !…. Mera Yakeen Tujh Pe aisa hai Jese Pathan ka Naswar Par…..

tujhe alwida bhi na keh saka

*Wo judai bhi kitni ajeeb thi k tujhe alwida bhi na keh saka.., Teray dil mein rehne ka khayal tha tere sheher mein bhi na reh sakay.. Alone Prince.

zarray hawa k sath

Urnay lgay wajood k zarray hawa k sath Main is qadar khaloos se bikhra kbi na tha Doob gya suraj k sath mera dil be aaj Itna udaas sham ka manzar kbi na tha. More Hindi Poetry

Wo Rukhst Ka Sama Yad Rhega

Wo Sham Wo Rukhst Ka Sama Yad Rhega Wo Sheher Wo Safr Wo Makan Yad Rhega Hum Bhol SakTy Hain Na Tujhe Bhol Saken Gy Tu Yad tha, yad hai aor yad rahy ga.

Aik taraf abadi aik taraf qabristan they

Rat ko jab nikley to rastey veeran they Aik taraf abadi aik taraf qabristan they Veeran qabron k yehi bayan they Dekh key chal musafir kabi ham bi insan the.

Faslay Mitanay chalay ao

Samajhta Nhi Ye Dil Samjhane Chalay Aao, Do Dilon K Faaslay Mitanay Chalay Aao, Junoon-e-Ishq Main Pagal Hogaye Ham, Apni Baaho’n Mein Mujhay Samanay Chalay Aao,

Paas Ata ß Nai Door Jata ß Nai

Paas Ata ß Nai Door Jata ß Nai, Yaad karta ß Nai or Bhulata ß Nai, Ajeb Shaks Se Hy Wasta Mera” Jo Milta ß Nai Or Bicharta ß Nai..!__ß { Åwårå Åñ§ù }

Ghar kay sath

Dafan hain us k ghar k sath qabristan mein, magar phr bi wo rota hy Khud hi to kaha karta tha k bana lo qareeb koi thikana k milna aasan ho Jae.